46 replies
  1. MOHAMMED JAHANGIR
    MOHAMMED JAHANGIR says:

    AAP SE GUZARISH HAI KE MERE CHOTE BHAI BOHAT PARESHAN HAI OR BIMAR HAI MERE CHOTE BHAI MOHAMMED ARIF KE LEYEH DUA KI DARQAAZ HAI.US KO ALLAH TALAH SAHET DE OR US KI PARESAHANI DOOR KAR DAI. AMEEN

    Reply
  2. F.Zubair
    F.Zubair says:

    Jazak Allah e khairun..Meim aur meri family iss se boht istefadda hasil.kar rehy han..Allah tamam likhne aur parhne walon ki ghaltiyian maaf farmaein aur tamam duaeinwabool farmaein Ameen Sum Ameen
    s

    Reply
      • F.Zubair
        F.Zubair says:

        Shukrea meri reply parhne ke liye..Aik important feature jo plz add kardein wo page numbers ko select karne ka option ha.
        Agr har surah ke shro mein ye option ho tou kisi bhi page ko access krna adan hojay ga.abhi tou deir tak scroll krna parta ha kisi khas page number pe janey ki liye. Thank u .

        Reply
  3. tasleem
    tasleem says:

    tarjama buhat shandar hay allah sab ko bar bar padhnay aur samajnay ki toufeeq atta farmay apni duaoo mein meeribeti naqshab aur meray betay numan ko yad rakhna allah aap ko salamat rakhay allah ham sab ko jahanm say bachayey

    Reply
  4. Sara
    Sara says:

    Aoa. Kindley tell me. Is this translatiob available in market in printed forn or not? And secondly what is the name of tranlator and publisher?

    Reply
  5. Abdul Rehman
    Abdul Rehman says:

    Assalamu Alaikum!
    Bismillahir Rahmaanir Raheem ki translation kuch yun honi chahiye “ALLAH k naam se shuru Bara Meharbaan Nihayat Reham Wala Hai” meine kafi jagha check kia per sab translation me “Shuru ALLAH k naam se” likhte hain jab k sentence toh apne “Shuru” word se start kia hy. So kindly “ALLAH ke naam se shuru” likhiye. JAZAKALLAH

    Reply

Leave a Reply

Want to join the discussion?
Feel free to contribute!

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *